Chahat ye kaise jispe humne khud ko mitta diya,
Unke saare ghamo ko humne appna bana liya.
Ek addat se ho gaie thae hume akele rahne ki,
Lekin unki ek muskurahat ne hume deewana bana diya.
Chahat ye kaise,,,,,,,,,,,,,,,,..
Ye zindgi yaha bhojh se lagne lagu thi,
Lekin unki baato ne hume phirse jeena sheekha diya.
Fanaa ho gaye hum zinda rahkar bhi,
Tadapte rahe tab jab mout ne bhi thukra diya.
Zinda rahkar bhi ek aarjoo thi hume mout se milne ki,
Magar is bewafaa mout ne bhi humse appna daaman chuda liya.
Chahat ye kaise,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Zinda rahkar bhi ek aarjoo thi hume mout se milne ki,
Magar is bewafaa mout ne bhi humse appna daaman chuda liya.
Chahat ye kaise,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
hey hey hey.... hrishi... yeh to apna wala poem hai!!!
ReplyDelete