Ek dhundhi se tashveer nahi ,
Her chehrahe ki muskaan hai hum.
Loffjo se kahi huie alfaaj nahi,
Her dil ki armaan hai hum,
Patjher me toote hua pattee nahi,
Her dali me busne wali jaan hai hum.
Ek dhundhi se tashveer nahi ,
Her chehrahe ki,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Sochte kya ho ittna yaha pe,
Tumhare he dil ki aawaj hai hum.
Bhooli huie koi daasta nahi main,
Anne wale kal ki aagaj hai hum.
Kahani nahi kissi kitabo ki ,
Haqukeet ki pachaan hai hum.
Ek dhundhi se tashveer nahi ,
Her chehrahe ki,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Gairo ji kyo baat kare,
Appno se thukhraya ek insaan hai hum.
Dekhte kya ho zamee se ashmaa me,
Barashte hua shaavan ki nissani hai hum.
Thahri huie koi jheel nahi koi,
Bahti huie hawao ki rawangi hai hum.
Ek dhundhi se tashveer nahi ,
Her chehrahe ki,,,,,,,,,,,,,,,,,,,